Learn RSCIT -

Learn RSCIT Exam questions and answers in Hindi. Free rkcl rscit Assessment Excel, word and powerpoint Old Paper and Quiz 2024.

Nov 26, 2019

Youtube channel kaise banaye ??

  RSCIT - InfoTech       Nov 26, 2019

Youtube channel kaise banaye?? 

How to make Youtube channel, Youtube channel kaise banaye 2020, Youtube channel banana sikhe

Youtube online earning ka sbse best platform ban gaya hai, Youtube se log lakho rupes earning kar rahe hai,

Kuch logo ne youtube ko apna full time business bana liya hai, agar aap bhi apna huner youtube par dikhana chate hai, or kamai karna chate hai,
To hum bata rahe hai "Youtube channel kaise banaye"  channel banane se phale kya tayari honi chaiye. 

Agar aap bhi apna "YouTube Channel" banana chate hai to ye tips apki help karege.

Agar aapne YouTube Channel banane ka irada kar liya hai to!! Phele diside karle ki aapko kis topic par apna Youtube Channel banana hai ,

Agar apko YouTube channel se moti kamai karni hai, to kuch alg soche, phele apana topic soche fir research kare or  puri tayari ke sath apna YouTube channel start kare..

Kese Hit hoga Aapka YouTube video..


Youtube par kisi ka copyright content nahi upload kare. - YouTube par apko kisi dusre youtubers ka video nahi upload karna hai, isse apka channel block ho skta hai ya aap par copyright cleam ho skta hai,

2. Video quality - aapke video ka cuntent original hona chaiye or video quality best honi chahiye tabhi apke video ko log pasand karenge..

Best Keywords selection apke channel ko hit or flop karne me important hai. Isliye viral or unike keywords se best content banaye..

Video banane se phele research jarur kare video ka title, description, or tags viral or unieke rkhe jisse apka YouTube channel or video dono hi reank honge.

video me meta use karna bahut jaruri hai , video title, disprection, or tags. Youtube video hit karne ke liye bahut jaruri hai.

Apne video ka title simple keyword me banaye..

Video me aapne kya present kiya hai uska vivran likhe.

Aapke video ko log search kar ske aese tags create kare.

Aese banaye apana YouTube channel...


Step-1 YouTube channel banane ke liye sbse phele apko apna gmail id banana hoga..

Step-2 http://youtube.com/create_channel
Link pr jaye ya google me direct search kare Youtube par right side sign up par click kare..

Step-3 sign up hone ke bad setting par click kare , gmail account me jo user name aapne diya tha usi naam se channel ban gaya hai, agar aap usi naam se channel rkhna chate hai to thik hai, nahi to create a channel par click karke aapna dusra channel bana skte hai..

Aapka YouTube channel ready hai..

Youtube channel banne ke bad or bhi bahut settings hai jo aapke channel ke liye jaruri hai..

Aapne aaj ki is post me sikha "Youtube channel kaise banaye"  aapko ye post kesi lagi hame comment me jarur bataye --

Next post me hum sikhenge YouTube Logo or Youtube channel art banner banana...
logoblog

Thanks for reading Youtube channel kaise banaye ??

Previous
« Prev Post

No comments:

Post a Comment